The meandering path

” Is raah pe chalte chalte ek chuppi si cha gayi hai
Jahan kal meri jabaan rukti na thi
Wahan aaj bolne se katrati hai

Is chupi main, na aasoon hai , na koi bhi gham.
Dil ki awaaz hi bas ab ,mere liye kafi hai

-Sim


There are different stages that one goes through, on the spiritual quest…every stage impermanent and interesting…if one chooses to look at it that way.

You can get attached to some phases …wanting to identify with them….but the whole journey is of meandering impermanence.

So remaining quietly aware and open to each transistion is the path of least resistance.

There is a phase when one wants to hibernate/ incubate / just be.

The quiet phase.

But then there is a phase where the joy of being on the physical plane takes on a new meaning and every little thing gives immense pleasure.

The attention goes outward again but the watcher is deeper inside you.
No longer on the surface. So one sees the same world with new eyes

” Aaj kal main,
kucch badal sa gaya hai
Sara jahaan, jaise baarish main,
dhul sa gaya hai
Har cheez mujhe ab aur saaf nazar aaye
Lekin  toote hue patte ki tarah ab mujhe , idhar udhar na kheench paye.

Yeh zindagi mujhe ab rehmat si lage
Sabhi aur dushman kam ,aur dost zyaada lage
Dekha jaye toh shaayad sabhi waisa hi hai jaise kal tha
Sirf mere purane nazariye ka kasoor tha

Sabhi mere jaise hi hain
Aur main unse mukhtalif kahaan
Sab yeh samajh jaye
Toh kitna sundar ho hamaara jahaan”

Published by mehrmavlana

A soul on a journey inward !

Leave a comment